Dehradun Ka Chuna Lagaya Lyrics - Akhiyon Se Goli Maare | Govinda | Shakti Kapoor | Raveena Tandon | Sunidhi Chauhan | Vinod Rathod
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dehradun ka chuna lagaya song is from Akhiyon Se Goli Maare (2002) and it is sung by Sunidhi Chauhan and Vinod Rathod.It stars Govinda, Shakti Kapoor, Raveena Tandon, Asrani in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 22 Jun 2002.
Lyrics
Dehradhun ka chuna
Lagaya kanpur ka khata
Ratnagiri ki pakki supari
Calcutte ka pata
Dehradhun ka chuna
Lagaya kanpur ka khata
Ratnagiri ki pakki supari
Calcutte ka pata
Allahbad ka jarda lagaike
Allahbad ka jarda lagaike
Aayi lab pe lali
Khaike bhaiya pan hamane
Ladki patali re babuwa
Khaike bhaiya pan
Hamane ladki patali
Dehradhun ka chuna
Lagaya kanpur ka khata
Ratnagiri ki pakki supari
Calcutte ka pata
Allahbad ka jarda lagaike
Allahbad ka jarda lagaike
Aayi lab pe lali
Tere pyar me dekha
Maine sara hindustan
Tere pyar me dekha
Maine sara hindustan
Chun chun ke mai tere
Rup ka laya hu saman
Laya too saman kya
Kya laya too saman
Laya too saman kya
Kya laya too saman
Sadi banaras ki laya
Aur lucknow ki chunariya
Mirat se mai jhumke laya
Aur bijnor se bindiya
Chudi ferojabad se
Laga choli jaipur wali
Khaike bhaiya pan hamane
Ladki patali re babuwa
Khaike bhaiya pan
Hamane ladki patali
Hoti hai dilwalo ki
Bas itni si pehchan
Hoti hai dilwalo ki
Bas itni si pehchan
Koyi unse dil mange
Toh de dete hai jan
De dete hai jan bhaiya
De dete hai jan bhaiya
Naa jhumka naa kangna
Mangu naa mangu mai har
Mera dil kuch aur nahi
Bas mange sachcha pyar
Sat janam ka sath
Nibhade ban jao gharwali
Hamne tere nam
Apne jind likh dali
Ladki jo patayi
Wohi bani gharwali
Dehradhun ka chuna
Lagaya kanpur ka khata
Ratnagiri ki pakki supari
Calcutte ka pata
Allahbad ka jarda lagaike
Allahbad ka jarda lagaike
Aayi lab pe lali
Khaike bhaiya pan
Hamane ladki patali re
Babuwa khaike bhaiya pan
Hamane ladki patali
Khaike bhaiya pan
Hamane ladki patali.