Deewana main tera song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Praveen Nischol. This song was released on 01 Jan 2018.
Deewana main tera deewana,
Mohabbat kya hai abb yeh jana
Najare jo jhumke aaye
Tujhe chumke, chhane laga nasha
Deewana dil huwa deewana
Mohabbat kya hai abb yeh jana
Najare jo jhumke aaye
Tujhe chumke, chhane laga nasha


Deewana main tera deewana
Deewana dil huwa deewana


Aankho ne teri aankho se
Meri jane kya kaha jane kya kaha
Apne hi rang me mujhko
Tu rang de yahi toh kaha
Rangayi doge mujhko kya sanam,
Tu rakh le meri laj aur sharm
Najare jo jhumke aaye tujhe
Chumke chhane laga nasha
Deewana main tera deewana,
Deewana dil huwa deewana


Sanso ne teri dharkan se
Meri jane kya kaha jane kya kaha
Uff kya ada hai sab ko
Pata hai puchhte ho kya
Ishara kar rahe hain kya yeh pal
Tumhare hothon par likhu ghajal
Najare jo jhumke aaye
Tujhe chumke, chhane laga nasha
Deewana main tera deewana,
Deewana dil huwa deewana
Najare jo jhumke aaye
Tujhe chumke, chhane laga nasha.