Deewana, deewana, deewana hai kar gayi deewana song is from and it is sung by .It stars Rakesh Roshan, Geeta Khanna and Lakshmi in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harsh Kohli. This song was released on 05 Jan 1979.
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana

diwana diwana diwana

dharti pe chhaya huya badal sa mai
tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
dharti pe chhaya huya badal sa mai
tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
kaisa hai ye tufa hum kahi dil kaha
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
diwana diwana diwana

sun sun sun sun
ji na sakunga ab mai tere bina
kya rah sakegi tu mere bina
ji na sakunga ab mai tere bina
kya rah sakegi tu mere bina
ruth ke tu yu na ja tu to hai meri jaa