Deepavali Manayi Suhani Lyrics - asha bhosle

2019

Lyrics

Deepawali manayi suhani 
Deepawali manayi suhani 
Mere sai ke hatho mein jaadu ka pani 
Deepawali manayi suhani 
Deepawali manayi suhani 
Mere baba ke hatho mein jaadu ka pani 
Deepawali..........
 
Shraddha ka deepak bhakti ki jyoti 
Shraddha ka deepak bhakti ki jyoti 
Satya prem ki jalati nishani 
Satya prem ki jalati nishani 
 
Deepawali manayi suhani 
Deepawali manayi suhani 
Mere sai ke hatho mein jaadu ka pani 
Deepawali manayi suhani Deepawali.....
 
Mere sai ki amrit vani 
Mere sai ki amrit vani 
Main to bhai re sai deewani 
Main to bhai re sai deewani 
Ho o.. Dwarka maiya ye ved purani 
Dwarka maiya ye ved purani 
 
Deepawali manayi suhani 
Deepawali manayi suhani 
Mere sai ke hatho mein jaadu ka pani 
Deepawali manayi suhani 
Deepawali manayi suhani 
Mere baba ke hatho mein jaadu ka pani 
Deepawali deepawali deepawali......