ha ha ha aaja rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa pa pa chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re bacche sacche jag ke ujiyare re deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re bachche sacche jag ke ujiyare re deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute inke aage rang fike, sab najar aate hain chand taare ye saare raushni pate hain inko dekhe dekh ke jhume, baag ki dali dali phul baharo ke jhuthe, aaj khile aur kal tute chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re bachche sacche jag ke ujiyare re deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute
akad bakad bambai sau, dilli number pure sausau me lag gaya dhaga, chor nikal ke bhaga chidiya ghar me rani bole chai chui chap ye hanse to hans pade sab, roye to sab roye inki khatir aap ham jage chain se ye soye aadmi ki zindagi ka, ye hain saccha sahara aur sahare sab jhuthe, aaj mile aur kal chhute chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re bachche sacche jag ke ujiyare re deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa rim pa pa pa pa pa