Daulat Ne Pasine Ko Aaj Laat Hai Mari Lyrics - Paigham | Raaj Kumar | Vyjayantimala | Motilal | Chitalkar Ramchandra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Daulat ne pasine ko aaj laat hai mari song is from Paigham (1959) and it is sung by Chitalkar Ramchandra.It stars Raaj Kumar, Vyjayantimala and Motilal in leading roles. This song is penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) and composed by Chitalkar Ramchandra. It is produced by S. S. Vasan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
bade chalo biradaro kisi se mat daro
agar ho mot samne us se mukabla karo
kisi se mat daro chalo biradaro
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
aaye hamare samne jisme bhi ho taakat
zulmo ke hai khilaf ye mehnat ki bagaawat
jag me kabhi majdur ne
jag me kabhi majdur ne bazi nahi haari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
zamana ja chuka paise ke shikari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
har julm ko har julm ko
lagayenge hum chot karari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
agar ho mot samne us se mukabla karo
kisi se mat daro chalo biradaro
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
aaye hamare samne jisme bhi ho taakat
zulmo ke hai khilaf ye mehnat ki bagaawat
jag me kabhi majdur ne
jag me kabhi majdur ne bazi nahi haari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai maari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
zamana ja chuka paise ke shikari
ab aayi hai aayi hai insaf ki baari
har julm ko har julm ko
lagayenge hum chot karari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj lat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari
dolat ne pasine ko aaj laat hai mari
hargij na rukegi ab hadtal hamari