Daddy yeh tumne kya kiya karne chale the shadhi meri, khud hi dhula ban bathe song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kishore Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
oo daddy daddy daddy daddy shabash shabash daddy
shabash shabash daddy shabash shabash daddy
shabash shabash daddy daddy ye tumne kya kiya
ho daddy ye tumne kya kiya karne chale the shadi meri
karne chale the shadi meri khud ban baithe dulha
khud ban baithe dulha daddy ye tumne kya kiya
ho daddy ye tumne kya kiya

agar apna byah rachana tha agar apna ghar basana tha
agar apna byah rachana tha agar apna ghar basana tha
agar apni sej sajana tha mujhse ye khel kyu khela
kuye me mujhko kyu dhkela kya bigada tha maine tumhara
kis janam ka ye badla tumhara
karne chale the shadi meri khud ban baithe dulha
khud ban baithe dulha ho daddy ye tumne kya kiya
ho daddy ye tumne kya kiya

is nadan bechari par kuch to gor kiya hota
is nadan bechari par kuch to gor kiya hota
is aafat ki mari par oo baba kuch to rham kiya hota
kuch to rham kiya hota nahi tha koi jhagda mera tumhara
bina mot daddy tumne mujhko kyu mara