Crazy dil (title) song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 May 2016.
Aaine k saamne main hu sochta,
Kya hota jo tu hoti yahaan?
Tujhko roz sajte sanverte mein dekhta,
Sach hota khwabon ka jahaan,


Khwabon ka jahaan,
Rahe tu wahaan,
Main maze me hun,
Na jaga na na,


Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze me hun,
Na jaga na na,


Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze me hun,
Na jaga na na,


Crazy dil mera,
Crazy hai tera,


Neendon ki galiyon mein,
Yun muskarun mein,
Jaise deewana koi,


Mehfil mein bheed mein,
Khoya rahu main jaise,
Majnu ka nana koyi,


Neendon ki galiyon mein,
Yun muskarun main,
Jaise deewana koyi,


Mehfil mein bheed mein,
Khoya rahu main jaise,
Majnu ka nana koyi,


Majnu ka nana,
Cupid ka nishana,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,


Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Mein maze mein hun,
Na jaga na na,


Na na na na,
Na na na.. Na na..


Apni hi baat pe,
Khil khilaye jo tu,
Aankhein bhar aayein meri,
Aur itni c baat pe,
Mooh fulaye to mere,
Hoton pe aaye hasi,


Apni hi baat pe,
Khil khilaye jo tu,
Aankhein bhar aayein meri,
Aur itni c baat pe,
Mooh fulaye to mere,
Hoton pe aaye hasi,


Ban gya hun drama,
Aadami se pajama,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,


Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,


Na na na na,
Crazy hai tera,
Mein maze mein hun,
Na jaga na na,


Na na..
Na na..
Na na na.