Chukar tujhe song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pusha Chaudhary, Anmol Kapoor, Kshitij Chaudhary, Raman Kapoor. This song was released on 16 Jun 2017.
Sooni shaam hai
Soona khwaab hai
Hain khamoshiyaan
Sooni yaad hain


Yoon munh modd kar safar chhod kar
Meri khwahishon ki rooh odh kar na jaa
Chhukar tujhe hoon main khila zara zara
Haan tujhme hi hoon main ghulaa zara zara
Khamoshiyaan hai kah gayi zara zara
Haan mujh mei bhi tu rah gaya
Takte rahe tujhe raat bhar
Baandhaa kiye taaron kaa ghar
Takte rahe taaron kaa ghar
Kirno se hai tera bayaan mera jahan
Hai oss boond bheegi meri zubaan zubaan
Chhukar tujhe hoon main khila zara zara
Haan tujhme hi hoon main ghulaa zara zara..