चुभती है सांसें Chubhti Hai Saansein Lyrics - Rcr | Palak Muchhal
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
चुभती है सांसें chubhti hai saansein song is sung by RCR and Palak Muchhal. Record label of this song is Bcc Music Factory and its production house is One Take Productions. This song is penned by RCR and composed by RCR. It is produced by Uday Sandhu, Guru Benipal, Sukhi Khattra, Ayush Aneja. This song was released on 03 Dec 2021.
DOP- Robby Singh
Featuring- Paras Chhabra & Mahira Sharma
Editor- Bharat Mittal
Assistant Director- Jagteshwar Singh & Harsi Sandhu
Production House- One Take Productions
Lyrics
Tere liye chhoda sabhi ko
Tune mujhe hi chhod diya
Jisne tujhe tutt ne na diya
Tune use hi todd diya
Khushiyon ko ghama mein
Piroti hun main
Soya tu ghairon ki baahon mein aur
Raton ko uth uth ke roti hun main
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha
Baaton se meri tu ho gaya bor hain
Message aur calls kiye ignore hain
Kehte ho busy hun tang na karo
Seedha hi keh do ab
Dil mein koi aur hain
Joh na karta tha woh kar chuki hun
Ishq ki yaad mein sad chuki hun
Maans aur haddi ka jism bachaa hain
Asaal mein kab ki mar chuki hun
Khush hain tu aab mujhe jete jee marke
Phone pe karta tha waade pyar ke
Milke tujhe dikha dunga mohobbat
Kya hoti mohobbat bass kapde utar ke
Choor choor kar tune mujhe todd diya
Choor choor kar tune mujhe todd diya
Sharm kar rat guzaari aur chhod diya
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha
Peene ko aansu aur
Khane ko gham hain
Mar gayi hun jeete jee
Ghoot chuka dum hain
Koyi koyi na yaha
Jo gham mere sunle
Bewafa tere to
Kai sanam hain
Lagati seene se jaise tha gehena
Sachh kahun tera gham mushkil hain sehna
Maat puchho mere bin jee logi tum
Mera kya chhodo bass tum khush rehna
Dushman ko tujh jaisa yaar na mile
Joh padi mujhe aisi maar na mile
Deti hun dil se ye baad dua
Kabhi tujh jaise patthar ko pyar na mile
Tujh jaise patthar pe chot aa jaye
Teri tarah mujhmein khot aa jaye
Sachh kahun jeene mein ghutta hain dum
Ae kash khuda mujhe maut aa jaye
Mere bad tujhe kabhi chain na aye
Maujudgi mein teri
Meri jaan chali jaye
Saaja teri bewafaai ki jana
Dum nikle tere samne
Tu kuchh na kar paye
Tu kuchh na kar paye
Chubhti hai saansein na chain raha
Koi sahe na jo maine saha
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha
Chubhti hai saansein na chain raha
Koi sahe na jo maine saha
Chubhti hai saansein na chain raha
Koyi sahe na jo maine saha.