Choree Choree Jo Tumse Mile Toh Lyrics - Parasmani | Mahipal | Geetanjali | Mukesh | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Choree choree jo tumse mile toh song is from Parasmani (1963) and it is sung by Mukesh and Lata Mangeshkar.It stars Mahipal and Geetanjali in leading roles. This song is penned by Farooq Qaisar and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Pandit Madhur, Bachubhai Mistry. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
chori-chori jo tumse mile toh log kya kahenge

aji ise pyaar kahenge, aji ise pyaar kahenge

gali gali yeh baat chali toh log kya kahenge

tera khayaal mere dil me jab si aaya hai
kadam sambhalate nahi aur nasha sa chhaaya hai
karaar kho ke hi dil ne karaar paaya hai

dhire dhire yeh baat badhi toh log kya kahenge
dhire dhire yeh baat badhi toh log kya kahenge
aji ise pyaar kahenge, aji ise pyaar kahenge
aji ise pyaar kahenge, aji ise pyaar kahenge
kitni jaalim ye mulakat hui, jisse darte the wahi baat hui
badh gayi pyas tamannao ki, iss kadar pyaar ki barsaat hui
kasam tumhaari mere dil ki baat kah daali

chhodo chhodo yeh dillagi ke log kya kahenge
chhodo chhodo yeh dillagi ke log kya kahenge
aji ise pyaar kahenge, aji ise pyaar kahenge
aji ise pyaar kahenge, aji ise pyaar kahenge
tumhaare milane ki, dil se duayane mangi hai
khataye ham se huyi, sajaaye maangi hai
wafaaye ki hain sanam aur wafaaye maangi hai

sochenge ham naa yeh kabhi ke log kya kahenge