छुम चली पिया की गली - chhum-chhum chalii piyaa kii galii Lyrics - Ashok Kumar | Madhubala | Lata Mangeshkar

1957

Lyrics

( chhum-chhum chalii piyaa kii galii
main sapane naye sajaa ke ) -2
kaisaa jaaduu kar gaye saajan
in nainan men aa ke
chhum-chhum chalii piyaa kii galii
main sapane naye sajaa ke
( dhiire se bol ke, binaa kisii mol ke
le gayaa dil ko_ii, ankhiyon men taul ke ) -2
kho_ii-kho_ii doluun main to sudh bisaraa ke -2
chhum-chhum chalii piyaa kii galii
main sapane naye sajaa ke
( ritu hai bahaar kii, solah singaar
kaanon men more sahanaa_ii baaje pyaar kii ) -2
duniyaa se rakhuun kaise priit chhupaa ke -2
chhum-chhum chalii piyaa kii galii
main sapane naye sajaa ke
kaisaa jaaduu kar gaye saajan
in nainan men aa ke
chhum-chhum chalii piyaa kii galii
main sapane naye sajaa ke