Chhalki chhalki chandani mein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 11 Feb 2008.
Chhalaki chhalaki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi
Chhalaki chhalaki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi
Beete jo baahon mein teri
Woh hi pal zindagi
Beete jo baahon mein teri
Woh hi pal zindagi
Chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi
Chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi


Tum khuli aaknho ka meri
Gungunaata khwaab ho
Khaayisho ka aaasman ho
Nagamo ka sailaab ho
Saamane darpan ke apane
Aise kyo betaab ho
Tum hi meri hakikat
Tum hi meri bekhudi
Beete jo bahon mein teri
Woh hi pal hai zindagi
Samjho najaro ki juban
Ye pal milan ka raag hai


Sabnami lamho ke dil mein
Thandi thandi aag hai
Jaadui saanso mein jaana
Kaid mera bhaag hai
Baksh do saanso se apani
Mujhko thodi zindagi
Beete jo baaho mein teri
Woh hi pal zindagi
Chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi
Chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi


Beete jo baaho mein teri
Woh hi pal zindagi
Beete jo baaho mein teri
Woh hi pal zindagi
Chhalki chhalki chaandani.. Mein