Chehre padh leta hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S. Ramanathan. This song was released on 01 Jan 2018.
Chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

Tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah
Samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah

Tujhko paya hai sawalo mein jawabo ki tarah
Chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

Der kis bat ki hai soche ye kis bat ka hai
Wakt ye dil pe sanam pyar ki barsat ka hai

Le gayi hosh mere ankhe sarabo ki tarah
Le gayi hosh mere ankhe sarabo ki tarah
Tujhko paya hai sawalo mein jawabo ki tarah
Chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

Apke ate hi aya bahar ka mosam
Kahi yuhi na gujar jaye pyar ka mosam
Apke ate hi aya bahar ka mosam
Kahi yuhi na gujar jaye pyar ka mosam
Mujhko chhu lijiye hotho se gulabo ki tarah
Mujhko chhu lijiye hotho se gulabo ki tarah
Tujhko paya hai sawalo mein jawabo ki tarah
Chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah
Tujhko paya hai sawalo mein jawabo ki tarah
Samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah
Tujhko paya hai sawalo mein jawabo ki tarah
Chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah
Samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah.