Chand ke baad song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 21 Apr 2001.
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun


Pyaar ke naam pe haste
Huve mar jaana hai
Pyaar ke naam pe haste
Huve mar jaana hai
Doob na hai to kinaaro
Ki taraf kyaa dekhun
Doob na hai to kinaaro
Ki taraf kyaa dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun


Tu meri rooh mein
Rango ki tarah barsi hai
Tu meri rooh mein
Rango ki tarah barsi hai
Ab saawan ke nazaron
Ki taraf kyaa dekhun
Ab saawan ke nazaron
Ki taraf kyaa dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun


Jab khile phool to maine
Tujhe socha hai bahot
Jab khile phool to maine
Tujhe socha hai bahot
Aankh utha kar bharao
Ki taraf kya dekhun
Aankh utha kar bharao
Ki taraf kya dekhun
Tujhko dekha to hazaro
Ki taraf kya dekhun
Chand ke baad sitaaron
Ki taraf kya dekhun.