Chamki Jawaani Lyrics - Yamla Pagla Deewana | Anupam Kher | Dharmendra | Bobby Deol | Daler Mehndi | Mamta Sharma
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chamki jawaani song is from Yamla Pagla Deewana (2011) and it is sung by Daler Mehndi, Mamta Sharma and Master Saleem.It stars Anupam Kher, Dharmendra, Bobby Deol, Sunny Deol in leading roles. This song is penned by Anu Malik and composed by Anu Malik. It is produced by Samir Karnik, Nitin Manmohan. This song was released on 14 Jan 2011.
Lyrics
Kholi jo bottle tu ne yaara
Oye dil pe bijlee kondi
Aray kondi re bhaiyya kondi
Aur aisi kondi ke kondi kondi
Duniya hamre peeche hai
Aur hum tujh pe holi holi
Aray holi hogaye bhaiyya,
Hum tum pe holi hogaye
Tumhare ooper holi hogaye holi
Amma, teri bhens ko le jayenge patna
Aur isee bhens k
saath hogi ghatna, amma
Hmm…meri chamki mast jawani ka
Hai charcha sabhi dukaanon mein
Dekhe kayin chichorey
Tujh se main ne inhi thikaanon mein
O teri chamki jawani ka hai charcha
Gali gali dukaanon mein
Utha ke le jayenge tujhe hum
Daal ke pistol kaanon pe
Tu kya le jayega mujhe
Tu to sadega jaa ke thaanon mein
Hamri dhun pe naach le chamki
Sarak ke hi deewaanon mein
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Dhaayi kilo ke haath ki
Mahima jaane duniya saari
Chuppi chuppi aati hai
Ya doon main kharcha paani
Mo koon samajh na aaye
Lallu teri tedi baatein
Chhedein aur sataayen
Tere bandal fake ishaare
Karresi par baat tu chamiya,
Na kar baat manaaji
Hamri dhun pe naach le chamki
Sarak ke hi deewaanon mein
Arey..tu kya le jayega mujhe
Tu to sadega jaa ke thaanon mein
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Chhalkaye chaand aaiye
Aap ki aankhon ke naam
Honton ke naam,
Honton ke naam
Chor nazar ka pada jo daaka,
Dil ki chori hogayi
Pehle thi main shakkar si,
Ab namak ki pori hogayi
O…tu to laage paan ke
Jaisi hamre man ko lubhaati
Aankhein teri katthe jaisi,
Baatein choona lagaati
Free fund mein mile na
Baabu jakhne paan banaarasi
Tu kya le jayega mujhe,
Tu to sadega jaa ke thaanon mein
Hamri dhun pe naach le chamki
Sarak ke hi deewaanon mein
Ham chor hain pakke zubaanon ke
Mat chod ye teer kamaanon se
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Hum jaise na hain zamaane mein
Jaa ke muh dho ke aa pehle naale mein
Aa…arey itna tu kaahe akadti hai
Main hun sardi si jo jakadti hai
Teri baatein garam masala hain
Jis ko kadke mein daala hai
Ab footle bas tu chuple the
Nahi ab tu pittne wala hai
Accha baaba maan gaye hum
Tujh sa na hai zamaane mein
Hamri dhun pe naach le chamki
Dhoom machi deewaanon mein
Tu hi le jayega mujhe
Main bhi chaloongi sang
Tere thaanon mein
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Hum chor hain pakke zubaanon ke
Mat chhod ye teer kamaanon se
Meri chamki mast jawaani ka hai
Charcha sabhi dukaanon mein.