Tirkit taal se lo chali kahani Panghat kaal se lo chali kahani ho Sarpat daudti hai fakt jubani Chhut putt aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani Tere mere ishq ki ye nayi kahaani Aati kahan se hai Yeh jaati kahan kya pata..
Wo.. wo.. aa.. aa.
Ye Chenab ka dariya hai Ye ishq se bharya Wo leharon pe balkhati Mahiwal se milne jaati Wo naam ki sohni bhi thi Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin bhay kans ka tha usko Vasudeva ne Kanha ko Jamuna se paar langaya Keriya se toh Firon ki Behna ne phir munh sa uthaya
Chali kahani chali kahani Chali kahani chali kahani Chali kahani chali kahani
Challi kahani..(2x)
Tirkit taal se lo chali kahani Panghat kaal se lo chali kahani ho Sarpat daudti hai fakt jubani Chhut putt aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani Tere mere ishq ki ye nayi kahani Aati kahan se hai Yeh jaati kahan kya pataa..
Birha ka dukh kaahe ho baanke Dikhe mohe tu hi jo jiya mein jhankiye
Pal pal ginti hoon aathon hi pahar Kitne baras hoye mohe haan kiye Naina niharo more bhor se jhare Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi marjaun ya maare dooriyan Dooriyon ki chadaron pe yaadein taankiye
Woh uttha virodhi parcham Mughal e azam ko tha yeh humm Shehzada mohabbat kar ke Ijzat ka karega kachra Roja ki thi Helen Tha ik mee rakhsha mein Raavan Antat Bhishan yudhum krandan Mera toh Ranjhan Mahi Ranjhan Ranjhan