Chal chameli baag mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit Virk. This song was released on 03 Feb 1981.
Chal chal chal chal
Chal chal chal chal


Chal chameli chameli
Bagh me mewa khilaunga
Chal chameli bagh
Mein mewa khilaunga
Chal chameli bagh
Mein mewa khilaunga
Chal chameli bagh
Mein mewa khilaunga


Mewe ki tahni tut
Gayi to chadar bichaunga
Chadar ka pallu phat
Gaya to darji bulwaunga
Darji ki sui tut gayi to
Ghoda dodaunga
Ghode ki taang tut gayi to
To to to to
To tum ko uthaunga
Dil me bithaunga
Chal chameli chameli
Bagh me mewa khilaunga
Chal chameli bagh
Mein mewa khilaunga


Itna sab kuch karke
Phir dil mai bithaunga
Itna sab kuch karke
Phir dil mai bithaunga
Pehale se hi dil mai
Bitha lo tum thak jaounge
Tum thak jaounge
Tum thak jaounge
Chal chameli chameli
Bagh me jula julaungi
Chal chameli bagh
Mein jula julaungi
Jule ki rashi tut
Jayengi to anchal bechhaungi
Anchal ka pallu phat
Gaya to si kar dikhaungi
Sui jo mujh ko chubh
Gayi hanskar manaungi
Hanskar jo tum na mane to
Rokar dekhaungi tum ko manaungi
Tum maan jaonge mai ruuth jaungi
Tum maan jaonge mai ruuth jaungi


Chal chameli chameli
Bagh me panchhi dikhaunga
Chal chameli bagh
Mein panchhi dikhaunga
Panchhi dalli se ud
Gaye to siti bajaunga
Siti se bhi wo na mude
Toh banshi bajaunga
Banshi jo gir ke tut
Gayi toh mai geet gaaunga
Geeto mai tumko pyaar
Ki baate sunaunga
Baate sunaunga
Din raat phir tumko
Mai yaad aaunga
Din raat phir tumko
Mai yaad aaunga


Yaad na aana warna
Mujhko neend na aayengi
Ankho hi aankho mai
Saari raat jayengi
Chal chameli bagh
Mein chori se jaayenge
Chal chameli bagh
Mein chori se jaayenge
Chori se maali ki
Sabhi kaliya churayenge
Kaliya chura ke tera
Ghazra banayenge
Ye toh socho kyaa hoga
Jo pakde jayenge pakde
Jayenge pakde jayenge
Pakde jane se pehale
To hum bhaag jaayenge
Pakde jane se pehale
To hum bhaag jaayenge
Chal chameli bagh
Mein mewa khilaunga.