Chal aaj ke din raat ka song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Romu N. Sippy. This song was released on 19 Nov 1986.
Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Iss baat ka vaada kar lein
Chal la la la la.. gao naa

Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Iss baat ka vaada kar lein
Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Chal chal aaj ke din raat ka vaada kar lein

Abhi yahan hoon, abhi kahan hoon
Mera pataa na thikana hai
Arre abhi yahan hoon ho
Abhi kahan hoon haye
Mera pataa na thikana hai
Oh jahan kahin ho, dil mein wahin ho
Baaqi tumhara bahana hai
Arre agni bhi hai, sajni bhi hai
Shaadi kar le
Chal chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein

Jaisa kahenge, vaisa karenge
Qismat mein likhi ghulami hai
Arre jaisa kahenge ho
Vaisa karenge ho ho
Qismat mein likhi ghulami hai
Ho achchha karoge, achchha bharoge
Qismat tumhari banaani hai
Arre mandap bhi, hai pandit bhi hai
Shaadi kar le
Chal chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Chal aaj ke din raat ka vaada karle
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Ek ke baad bhi nahi,
Do ke baad kabhi nahi
Iss baat ka vaada kar lein
Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein
Chal aaj ke din raat ka vaada kar lein