Chahtoon Kee Duniya Lyrics - Kya Yehi Pyaar Hai | Aftab Shivdasani | Jackie Shroff | Ashish Vidyarthi | Afzal Hussain | Iqbal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chahtoon kee duniya song is from Kya Yehi Pyaar Hai (2002) and it is sung by Afzal Hussain and Iqbal.It stars Aftab Shivdasani, Jackie Shroff, Ashish Vidyarthi and Amisha Patel in leading roles. This song is penned by Jalees Rashid and composed by Sajid Ali, Wajid Ali. It is produced by Javed Siddiqui. This song was released on 22 Mar 2002.
Lyrics
Pyaar wafa hai pyaar saza hai
Pyaar wafa hai pyaar saza hai pyaar dua pyaar khuda
Pyaar yehi hai dekh deewane pyaar yahan kise aisa mila hai
Chahton ki duniya mein dekh aisa hota hai
Chahton ki duniya mein dekh aisa hota hai
Chahton ki duniya mein dekh aisa hota hai
Ek pal jo hasta hai baar baar rota hai
Ek pal jo hasta hai baar baar rota hai
Kaante beeche hai raahon mein aur manzil nahin hai koyi
Tanhaaiyon mein pyaar ki shaamil nahin koyi
Jugno ki roshni bhi kahin aati nazar nahin
Toofaan hi toofaan hai saahil nahin koyi
Kitna andhera raahon mein yaara kiska bane ab kaun sahara
Kitna andhera raahon mein yaara kiska bane ab kaun sahara
Ab na koyi suraj hai na koyi savera hai
Ab na koyi suraj hai na koyi savera hai
Ab na koyi suraj hai na koyi savera hai
Chaandni bhi roti hai door tak andhera hai
Chaandni bhi roti hai door tak andhera hai
Ghum ke siva yahan mein bata insaan ko kya mila
Tune banayi kyon yahan chaahat mere khuda
Paani ki bulbulo ki tarah phuti hai hasratein
Aati nahin kahin se bhi uski koyi sada
Kaisi hai chaahat kaisi mohabbat kaisi hai uljhan kaisi hai husrat
Kaisi hai chaahat kaisi mohabbat kaisi hai uljhan kaisi hai husrat
Hasraton ki phalko pe chaahato ka mela hai
Hasraton ki phalko pe chaahato ka mela hai
Hasraton ki phalko pe chaahato ka mela hai
Dard to hazaron hai aadmi akela hai
Dard to hazaron hai aadmi akela hai
Pyaar wafa hai pyaar saza hai pyaar dua pyaar khuda
Pyaar yehi hai dekh deewane pyaar yahan kise aisa mila hai
Chahton ki duniya mein dekh aisa hota hai
Chahton ki duniya mein dekh aisa hota hai
Ek pal jo hasta hai baar baar rota hai
Ek pal jo hasta hai baar baar rota hai
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana
Suli pe bhi chad na pada hai sar ko bhi katna padta hai
Sar ko bhi katna padta hai
Kuch bhi ho mohabbat mein lekin yeh karz chukana padta hai
Yeh karz chukana padta hai
Is raaze mohabbat ko lekin koyi bhi nahin samjha ab tak
Khud apne hi haathon se apni hasti ko mitana pada hai
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana
Yeh deewana deewana yeh deewana deewana.