Chaar dino ki ye zindgani song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rahul Rawail. This song was released on 01 Jan 2018.
Hey chaar dino ki ye zindgani
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara yaara yaara
Har ek pal rangin banao
Hanste huye har gam pa jao
Yaara yaara
Hey char dino ki hai ye zindagi
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara yaara yaara yaara yaara


Jo is duniya se dar jaye
Maut se pehle wo mar jaye
Naam usika jaha mein rahega
Kam nirala jo kar jaye
Yaara yaara
Marna to sabko hai duniya hai pani
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara ho


Hey sun le zamana tarana hamara
Humne banaya jaha ko deewana
Hum i sduniya ke dam se nahi hai
Apne hi dam se hai sara zamana
Yaara yaara
Arey gul wo khilayegi apni jawani
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara


Dil mein basa liya pyar tumhara
Pyar jo hai jine ka sahara
Bichhadenge hum na ye arma leke
Agle janam mein milenge
Daubara yaara
Dil mein basa liya pyar tumhara
Pyar jo hai jine ka sahara
Bichhadenge hum na ye arma leke
Agle janam mein milenge daubara
Yaara yaara
Rahegi jaha mein hamari kahani
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara yaara yaara
Hey chaar dino ki ye zindgani
Ghadi jo bit gayi phir nahi aani
Yaara yaara yaara yaara
Yaara yaara yaara yaara
Yaara yaara yaara yaara
Yaara yaara yaara yaara.