Chaandani Raat Hai Lyrics - Daak Bangla | Bharat Kapoor | Rajesh Bakshi | Vijay Solanki | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chaandani raat hai song is from Daak Bangla (2000) and it is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) and Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).It stars Bharat Kapoor, Rajesh Bakshi and Vijay Solanki in leading roles. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
chaandani raat hai
chaandani raat hai
aise mein aa jaavo ho more baalam
aise mein aa jaavo ho more baalam
kya baat hai
chaandani raat hai
chaandani raat hai
ek judaai teri dooje jiya na maane
ek judaai teri dooje jiya na maane
ghadi ghadi aahe bhar bhar ke laga sataane
tere bina ho re ho more rasiya
tere bina ho re ho more rasiya
dil jaat hai
chaandani raat hai
chaandani raat hai
a more baalam qasam mori re
a more baalam qasam mori re
tu mera ho rasiya main teri re teri re
koi ishaaron mein tohe ye baalam
koi ishaaron mein tohe ye baalam
samajhaat hai
chaandani raat hai
chaandani raat hai
aise mein aa jaavo ho more baalam
aise mein aa jaavo ho more baalam
kya baat hai
chaandani raat hai
chaandani raat hai
lyrics typed by: neha gupta