Chaahatein... Chaahatein kaisi Sulagte khwaboon jaisi Chaahatein kaisi...
Chaahatein kaisi Jalte andheron jaisi Barson se aahein meri Tujhko bhulaye na...
Aansoon ko thaame huye Kore naina, kore naina Chaahatein kaisi...
Tere bina palkon pe yeh Subhah kabhi aaye na... Bin baadal badra jaise Ghire par gire na...
Rahon ko taake nazrein Raat kabhi doobe na Yaadon mein lipti saansein Ruke par tute na Bhiga man bhaaye na Chain mujhe aaye na Chhoo lo andheron ko tum Gale to lagao na Soona soona sa jeena
Maut ko bhi bhaaye na Aisi teri ruswai Rone de na, khone de na Chaahatein... Chaahatein kaisi...
Jismon se rooh ki yeh Dor kabhi choote na Dilon ke yeh khaali pan mein Bikhre pal khule na Intezaar khatam na ho Sabra kabhi toote na Jannatein jahannum ho gayi Rehnuma mile bhi na
Jiya bhi yoon jaaye na Chain mujhe aaye na Bhatkon main chaahe jitna Kahin chor paaoon na Tham jaaye saansein meri Maut kabhi aaye na Kaisi meri tanhai Khone de na, khone de na Chaahatein... Chaahatein kaisi...