Born faya song is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Apr 2020.
Singer: Bella
Composer: Hippy Jack

Yeah (You Know Emma Born Faya)
Super Sayan wooo..
THIS IS DKAW SEASON BRO

BORN FAYA
Mein One In A Million Scene Mein Shuru Se
BORN FAYA
Ab Dikhega Sabhi Ko Mere Junoon Ye
BORN FAYA
Sangeet Ka Nasha hai Mere Is Khoon Mein
BORN FAYA
Jaa Puch Mere Baare Kahin Bhi Doon Mein

Bhai mere 420 ( Fact )
Bro we dont pray for sex ( Fact )
And i got a gun with a pen
And you know we don’t play in cheques
Hum gunde mawali ni Gangsta
We desi toli growin Faster
United hai jese Manchester
Know you may call us Avengers ( haha )
I wanted a pen when i was a kid
Aur ab mera kalam hi bolta hai
Yea I’m on a mission ( Raah Paa Paa Paah )
Tera nunu aur auda bhi chotta hai

Ek juaa hai life
We prayin for money
We prayin for love
Ek dua hai shuru se apni ke
Jitni ho mehnat hum utne safal
Yeh sab kam akal
Mein kamal haasan
Ki trah karu flex industry mein
Mein karu hustle
And you hum asal hai
Tabhi toh tikke industry mein
Hum legal hai kyunki hum real hai

Hum bigger hai haatho mein trigger hai
Ye throne pe bethe hum chorde mein
Or humse sadna bas ye teri feetrat hai
Kya qeemat hai bol ab kya qeemat hai
Or tu saale klaa pe deemak hai
Hum shows m mic utha ke hi bole ke
marega jise bhi diqat hai
Ye izzat hai jo bhi kamaai hai
Ab bolenge Talha ka Copy hai
Now listen up bro
Wo banda ek legend hai
Uski meri ek hi story hai
I killed my self
Tabhi toh deepak ko kabhi bhi
Karta mein yaad nai
But this is a fact
Ke mere jaisa ban na bilkul aasan nai
Prrrrrrraaaah…..

BORN FAYA
Mein One In A Million Scene Mein Shuru Se
BORN FAYA
Ab Dikhega Sabhi Ko Mere Junoon Ye
BORN FAYA
Sangeet Ka Nasha hai Mere Is Khoon Mein
BORN FAYA
Jaa Puch Mere Baare Kahin Bhi Doon Mein

BORN FAYA
Mein One In A Million Scene Mein Shuru Se
BORN FAYA
Ab Dikhega Sabhi Ko Mere Junoon Ye
BORN FAYA
Sangeet Ka Nasha hai Mere Is Khoon Mein
BORN FAYA
Jaa Puch Mere Baare Kahin Bhi Doon Mein

Kabhi nai kabhi nai
Klaa se bewafaai kari nai
Abhi bhi mein din m sota raatain jaagu ye
Klaa meri marri nai
Jaane kitne panne bhare faad ke hisso m
Mera jazba hai mere hi qisso mein
Aaj likhdu mein khud ki kalam se ke
Meri shuruwaat ab hone waali firse

2017 ka bella abhi aaega
2020 mein sunamiya geeraaega
Yeh one vs all hai
Or ab gaane pe gaane barsaaega
Aandhi hai
Hum kaandi hai kyunki hum jaali nai
Vayasth hai kaam mein
ghar pe bhi khali nai
Yeh gaane mein ek bhi gaali nai
Gaali deke hum khareedenge gaadi nai
Ab sunegi puri aawam
Hum season ko Faya bna denge
Aur ab jo bhi bakega faaltu
Kalam kasam ussey ghar se uthaa lenge
KHATAM BRO !!