(Mohit Chauhan) Aag bahe teri rag mein Tujhsa kaha koi jag mein Hai waqt ka tu hi toh pehla pehar Tu aankh jo khole toh dhaye kehar
(Sukhwinder Singh) Toh bolo har har har Toh bolo har har har Toh bolo har har har
(Badshah) Naa aadi naa ant hai uska Woh sabka na inka unka Wohi hai maala wohi hai manka Mast malang woh apni dhun ka
Jantar mantar antar gyani Hai sarvagya swabhimani Mrityunjay hai mahaavinaashi Omkaar hai issiki vaani (isiki isiki vaani)
Bhaang dhatoora bel ka patta Teeno lok ussi ki satta Vish peekar bhi adek amar hai Mahadev har har hai japta
Wahi shunya hai wahi ikaye (x3) Jiske bheetar basa shivaay hai
Toh bolo har har har Toh bolo har har har
(Shiva Mahimnah Stotram) Aghoranna paro mantra Nasthi tatvam guro param
(Shiva Panchakshara Stotram) Mahadeva Nagendra haraya trilochanaya Basmanga ragaya maheswaraya Nithyaya shudhaya digambaraya Tasmai nakaraya namashivaya
Shiva rakshyamam Shiva pahimam Shiva trahimam
Shiva rakshyamam Shiva pahimam Shiva trahimam
Mahadev ji trahimam pahimam Sharnagatam pahimam Shiva rakshamam
Shiva pahimam Shiva
(Badshah) Aankh moond kar dekh raha hai Sath samay ke khel raha hai Mahadev maha ekaki Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga chaand mukut hai Somya kabhi kabhi bada vikat hai Lyrics at http://bit.ly/2cgEzHd Aag se janma hai Kailashi Shakti jiski daras ki pyasi Hai pyaasi haan pyaasi
Ram bhi uska Raavan uska Jeevan uska maran bhi uska Taandav hai aur dhyaan bhi woh hai Agyaani ka gyaan bhi woh hai
Ankh teesri jab ye khole Hile dhara aur swarg bhi dole Goonj uthe har disha kshitij mein Naag usi ka bam bam bhole
Wahi shunya hai wahi ikaye (x3) Jiske bheetar basa shivaay hai
(Mohit Chauhan) Tu hi Shiva tujhme ishvar Koi nahi yahan tere sivaa Uda raakh agni ko jwala tu kar Mita de andhere tu ban ke sehar
Toh bolo har har har Toh bolo har har har
Ja ja ke kailash ja kar vinaash (x4)
Toh bolo har har har
(Badshah) Aankh moond kar dekh raha hai Sath samay ke khel raha hai Mahadev maha ekaki Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga chaand mukut hai Somya kabhi kabhi bada vikat hai Aankh se janma hai Kailashi Shakti jiski daras ki pyaasi
Toh bolo har har har
(Shiva Panchakshara Stotram) Yaksha swaroopaya jatta dharaya Pinaka hasthathaya sanathanaya Divyaya devaaya digambaraya Tasmai yakaraya namashivaya