Bin Sajan Jhula Jhulu Lyrics - Damini: Lightning | Rishi Kapoor | Paresh Rawal | Sunny Deol | Kumar Sanu | Sadhana Sargam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Bin sajan jhula jhulu song is from Damini: Lightning (1993) and it is sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam.It stars Rishi Kapoor, Paresh Rawal, Sunny Deol, Amrish Puri in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. It is produced by Aly Morani, Karim Morani, Bunty Soorma. This song was released on 30 Apr 1993.
Lyrics
Aa aa aa aa aa aa
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Harpal tere pyar ko
Tarse meraa dil
Dur mere aankho se hai
Sapno kee manjil
Harpal tere pyar ko
Tarse meraa dil
Dur mere aankho se hai
Sapno kee manjil
Itne akelee hu main,
Yado kee sahelee hu main
Abb toh ek paheli hu main aaja
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan kaa mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Tadpe kitne sal tak aur naa abb tadpa
Kehtee hai yeh duriya sine se lag ja
Teraa rasta dekhte rehte the yeh nain
Too naa jane sajna kaise kate din rey
Ho phoolo peh jawanee aayee
Rut kya suhanee aayee
Nayee jindaganee layee naa ja
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine
Tujhe apne dil me basaya.