Bhayi bairan kali ratiya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bhayi bairan kali ratiya
Mori kaun sune haye batiya
Atariya suni rat suni rat haye


Kise sautan ghar rah gaya
O sajan bat takat mai to hari
Kise sautan ghar rah gaya
O sajan bat takat mai to hari
Kyu radha bisrai man se
Badal gayo banwari
Kyu radha bisrai man se
Badal gayo banwari
Tarsat pee charnan ko galiya
Sajaniya fiki pad gayi kaliya
Atariya suni rat suni rat
Bhayi bairan kali ratiya
Mori kaun sune haye batiya
Atariya suni rat suni rat haye


Nikla aaj inka preetam baja
Pee ka sandeshva lata
Nikla aaj inka preetam baja
Pee ka sandeshva lata
Char ghadi birhan ki aake
Julmi dhir bandhata
Char ghadi birhan ki aake
Julmi dhir bandhata
Mori haye hath ke karan
Tare kiske bane sahare
Atariya suni rat suni rat haye
Bhayi bairan kali ratiya
Mori kaun sune haye batiya
Atariya suni rat suni rat haye.