Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ik Insaan Banya Lyrics - Lata Mangeshkar

1966

Lyrics

bhagwan ne apne jaisa bhagwan ne apne jaisa
har ek insaan banaya ye juth kidhar se aaye
ye paap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa
vo kya hai ik kiran hai jo dur kare andhiyare
jo dur kare andiyare baate uska ujiyaara
ye suraj chand sitare usne har jyot jlayi
usne har deep jalaya bhagwan ne apne jaisa
har ek insaan banaya bhagwan ne apne jaisa
duniya mein khud janm lekar jeevan ki reet banayi
jeevan ki reet banayi banke khud meet sabi ka
ishwar ne preet banayi
jivan dene wale jina bhi hume sikhlaya
har ek insaan banaya ye juth kidhar se aaye
ye paap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa
har ek insaan banaya bhagwan ne apne jaisa