Bewajah song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak Mukut. This song was released on 05 Feb 2015.

Yaadon ki kaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Thar thar ho gaya dil (x2)

Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma

Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Thar thar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma

Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Is dil ko nahi yeh gawara hain
Furqat ka sharara hai
Kaisa angara hai

Teri tishnagi ne mujhe mara hain

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma

Rahein saath adhurapan
Chaahe main jahan bhi rahoon
Kahin sabr na mujhe aata hai
Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe rahat kyun de jaata hai

Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma

Yaadon ki kaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Thar thar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma.. rehnuma.. rehnuma