Bewafa bar mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Dewan. This song was released on 01 Nov 2002.
Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Lut gayi jo teri kholi
Uth gayi mahbuba ki doli
Lut gayi jo teri kholi
Uth gayi mahbuba ki doli
Aaj jamane ko to bole
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Mili naukari chham se aana
Nahi mili to gum se aana
Mili naukari chham se aana
Nahi mili to gum se aana
Kismat ka ye khel purana
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Gharwali se hua hai jhagda
Ya phir gali me hua hai lafda
Gharwali se hua hai jhagda
Ya phir gali me hua hai lafda
Hath pada hai tujhko tagda
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Bhula ja sab gadbad ghotala
Paiga chadale tu patiyala
Bhula ja sab gadbad ghotala
Paiga chadale tu patiyala
Khul jayega akal ka tala
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein


Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein.