Beliya Lyrics - Danish Taimor | Jawaid Shaikh | Sana Jawaid | Aditi Paul | Armaan Maan

2017

Lyrics

Hoo..hoo..,
Hoo..hoo..,

Beliya ve, haniya ve,
Tu sadaa de hai tu kahan ?
Chhaan aaya ek zameen yeh,
Aur nau ke nau asmaan,

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Khushbuon ka naa pata hai,
Naa thikana saanson main bhar le,
Soo rahin hun patiyon pae,
Boond ban kar aankh main bhar le,

Aankhon main khawab hai tera,
Ankhon main tera chehra hai,
Aaja aagosh main aaja..

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Sach batana baahon main jab tum,
Uthate ho kaampte kyun ho ?
Ishq ki ek bhaari bori ko,
Utha kar main haanp jaata hoon

Yahi toh hai adda teri,
Jispe hui hoon fidaa main,
Aaja aagosh main aaja..

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Akela main tere bina,
Beliya, beliya..
Main khoya khoya tere bina,
Haniya, beliya

Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya
Beliya..beliya

Beliya..haaniya
Beliya..haaniya..