Bekhayali song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 14 Sep 2021.
Bekhayali me bhi tera
Hi khayaal aye
Kyun bichadna hain zaruri
Yeh sawaal aye

Teri nazdeekiyo
Ki khushi behisab thi
Hisse me faansle
Bhi tere bemisaal aye

Mai joh tujhse door hu
Kyun door mai rahoon
Tera gurur hu uun

Aa tu faansla mitaa
Tu khwaab sa milaa
Kyun khwaab tod du

Bekhayali me bhi tera
Hi khayaal aye
Kyun bichadna hain zaruri
Yeh sawaal aye

Thoda sa mai khafaa
Ho gya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi
Bewajah hi malaal aye

Hain yeh tadpan hain yeh uljhan
Kaise jee lu bina tere
Meri ab sabse hain ann bann
Bante kyun yeh khuda mere oh oh

Yeh jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag me jaalu

Yeh nakaam pyaar me
Khush hain yeh har me
In jaisa kyun baanu

Ratein dengi bata
Neendon me teri hi baat hain
Bhulun kaise tujhe
Tu toh khayaalon mein saath hain

Bekhayali me bhi tera
Hi khayaal aye
Kyun bichadna hain zaruri
Ye hsawaal aye

Nazaron ke aage har ek manzaar
Reet ki tarha bikhaar raha hain
Dard tumhara badan me mere
Zehar ki tarha utar raha hain

Nazaron ke aage har ek manzaar
Reet ki tarha bikhaar raha hain
Dard tumhara badan me mere
Zehar ki tarha utar raha hain

Aa zamane aazma le ruthta nahi
Faanslon se haunsla yeh tutt ta nahi
Naa hain wo bewafa aur naa mai hu bewafa
Wo meri aadaton ki tarah chhuta nahi