Beeti na bitai raina song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. K. Sobti. This song was released on 18 Oct 1972.
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina

Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina
Beeti na bitai raina

Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole hue naamon se koi to bulaye
Beeti hui batiyan koi dohraye
Bhoole hue naamon se koi to bulaye
Chaand haan! ho
O chaand ki bindi waali
Bindi waali ratiyan
Jaagi hui ankhiyon mein raat na aai raina
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina
Beeti na bitai raina

Yug aate hain aur yug jaayein
Chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaayein
Yug aate hain aur yug jaayein
Chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaayein
Jhooth se kaali laage laage kaali ratiyan
Roothi hui ankhiyon ne lakh manai raina
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Bheegi hui ankhiyon ne lakh bujhai raina
Beeti na bitai raina, birha ki jaai raina
Beeti na bitai raina