Been Baja Mere Mast Sapere Lyrics - Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Been baja mere mast sapere song is from Naag Champa (1976) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Kanan Kaushal, Shahi Kapoor and Ramesh Deo in leading roles. This song is penned by Bharat Vyas and composed by S N Tripathi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
bin baja mere mast sapere
main nachu ban naginiya teri naginiya
madhur madhur madhur madhur teri shargam par
jhank jhank baje paijaniya meri paijaniya
ho o bin baja
rut hai basanti main rashwanti
ho rut hai basanti main rashwanti
rash se bhara hai tu rashiya
main hun tere sapno ki rani
main hun tere sapno ki rani
tu hai mera man basiya
aaja pyar kare
ho aaja pyar kare hil mil hum
dekh kar jhum uthe duniya
jhume duniya
bin baja mere mast sapere
main nachu ban naginiya teri naginiya
madhur madhur madhur madhur teri shargam par
jhank jhank baje paijaniya meri paijaniya
ho o bin baja
tera mera pyar amar hai
ho o tera mera pyar amar hai
pyar ka tar ye tute na
janm janm ka sath humara
janm janm ka sath humara
sath kabhi ye chhute na
nain se nain laga
ho nain se nain laga rash pile
chhalk rahi teri kaminiya
bin baja mere mast sapere
main nachu ban naginiya teri naginiya
madhur madhur madhur madhur teri shargam par
jhank jhank baje paijaniya meri paijaniya
ho o bin baja