Beedi jalaile song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar Mangat Pathak. This song was released on 28 Jul 2006.
Na gilaaf.. na lihaaf..
Na gilaaf, na lihaaf
Thandi hawa ke khilaaf sasuri
Na gilaaf, na lihaaf
Thandi hawa ke khilaaf sasuri
Ho itni sardi hai kisi ka lihaaf lai le... ae..
Ho ja padosi ke choolhe se aag lai le
Ho ja padosi ke choolhe se aag lai le

Jigar ma badi aag hai
Beedi jalaile jigar se piya
Jigar ma badi aag hai
Dhuaan na nikaari o lab se piya aa aa..
Dhuaan na nikaari o lab se piya
Je duniya badi ghaagh hai
Haan beedi jalaile jigar se piya
Jigar ma badi aag hai

Na gilaaf, na lihaaf
Thandi hawa ke khilaaf sasuri
Ho itni sardi hai kisi ka lihaaf lai le... ae..
Ho ja padosi ke choolhe se aag lai le
Ja padosi ke choolhe se aag lai le

Na kasoor.. na fatoor..
Na kasoor, na fatoor
Bina jurram ke hajoor mar gaye
Ho mar gaye
O.. aise ik din dupahari bulaye liyo re
Bandh ghungroo kachehari lagaye liyo re
Bulaye liyo re, bulaye liyo re dupahri
Lagaye liyo re, lagaye liyo re kachehari
Angeethi jalaile jigar se piya
Jigar ma badi aag hai
Bidi jalai le jigar se piya
Jigar ma badi aag hai...

Ho.. na to chakkuon ki dhaar
Ho na daraati na kataar
Na to chakkuon ki dhaar
Na daraati na kataar
Aisa kaate ke daat ka nisaan chhod de
Yeh kataayi to koi bhi kisaan chhod de
Ho aise jaalim ka chhod de
Makaan chhod de re billo
Jaalim ka chhod de
Makaan chhod de re
Aise jaalim ka
Ho aise jaalim ka
Aise jaalim ka chhod de
Makaan chhod de re

Na bulaya.. na bataya..
Na bulaya, na bataya
Maane neend se jagaya haaye re
Aise chaunke le hath mein naseeb aa gaya.. aa..
Woh ilaaichi khilaai ke kareeb aa gaya aa..
Koyla jalaile jigar se piya
Jigar ma .. aag hai

Itni sardi hai kisi ka lihaaf lai le... ae..
Ho ja padosi..
Ho ja padosi ja ja padosi
Ho ja padosi ke choolhe se aag lai le

Beedi Jalaile - by Gulzar