Battiya bujhegi dhadkan badhegi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Agnihotri. This song was released on 27 May 1992.
Nahin nahin abhi nahin
Nahin nahin abhi nahin
Abhi nahin yara bajne de barah
Tab main karungi tujhko ishara
Abhi nahin yara bajne de barah
Tab main karungi tujhko ishara
Battiya bujhengi dhadkane badhengi
Jo chahe kar lena tu


Abhi nahin yara bajne de barah
Tab main karungi tujhko ishara
Battiya bujhengi dhadkane badhengi
Jo chahe kar lena tu


Samjhti hoon main irada tera
Hai dawa tera to wada mera
Samjhti hoon main irada tera
Hai dawa tera to wada mera
Jaldi phir yeh kyu sanam
Ho jayenge ek hum
Ho jayenge ek hum
Battiya bujhengi dhadkane badhengi
Jo chahe kar lena tu


Andhera hoga abhi kuch pal mein
Chipa lungi main tujhe aachal mein
Andhera hoga abhi kuch pal mein
Chipa lungi main tujhe aachal mein
Naye sal ka naya safar
Jo na bhulega umar bhar
Naye sal ka naya safar
Jo na bhulega umar bhar
Battiya bujhengi dhadkane badhengi
Jo chahe kar lena tu


Abhi nahin yara bajne de barah
Tab main karungi tujhko ishara
Battiya bujhengi dhadkane badhengi
Jo chahe kar lena tu.