Bas Itna Hai Kehna Lyrics - Sonu Nigam

2016

Lyrics

is safar mein
meri nazar mein rehna
is safar mein
meri nazar mein rehna
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
meri nazar mein rehna
dur jaana to parchaai chhod jana
saans bhar ke faasle pe rehna
kho na jaana
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
meri nazar mein rehna
ungliyon ko meri
tum thaame rehna
ungliyon ko meri
tum thaame rehna
agar khwaab mein bhi saath chhute
subah laut aana
bas itna hain kehna
bas itna hain kehna
bas itna hain kehna
meri nazar mein rehna
jism jal jaayenge
sab raakh ho jayega
pyaar tera mera
uss paar mil jayega
us jahaan mein
meri panaah mein rehna
us jahaan mein
meri panaah mein rehna
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
bas itna hai kehna
meri nazar mein rehna