Bas ake waqt ka khanjar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai
Jo roj bhesh badal ka
Meri talaash mein hai
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai


Main ek katra hoon
Mera alag wajud to hai
Main ek katra hoon
Mera alag wajud to hai
Hua kare jo samandar
Meri talaash mein hai
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai


Main dewtaa ki tarah qaid
Apne mandir mein
Main dewtaa ki tarah qaid
Apne mandir mein
Wo mere jism ke baahar
Meri talaash mein hai
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai


Main jiske haath mein
Ek phool deke aaya tha
Main jiske haath mein
Ek phool deke aaya tha
Usi ke haath ka patthar
Meri talaash mein hai
Bas ake waqt ka khanjar
Meri talaash mein hai.