Barsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gayeBarsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gayePar uski ek jhalak ko hum, ae husn ke maalik taras gayeKab pyaas bujhegi aankhon ki, din raat yeh dukhda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta haiAfsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai usko, hum shamma jalaana bhul gayeJis roz se dekha hai usko, hum shamma jalaana bhul gayeDil thaamke aise baithe hain, kahin aana jaana bhool gayeAb aath paher in aankhon mein, voh chanchal mukhda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta haiAfsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta haiMere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai