Band kamre mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Band kamre mein baith kar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa


Yeh qayamat nahin toh phir kya hai
Yeh qayamat nahin toh phir kya hai
Woh udhar aur hum idhar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa


Kitani viraaniya barasti hai
Kitani viraaniya barasti hai
Main bhi tanhaa to saara ghar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa


Log milte hai sukh jaate hai
Log milte hai sukh jaate hai
Apni kismat kaa safar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa


Waqt aaya toh apna saaya bhi
Waqt aaya toh apna saaya bhi
Chal diya ashq chhod kar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa
Koi rota hai, koi rota hai raat bhar tanhaa
Band kamre mein baith kar tanhaa..