Ban ke saathii pyaar kii raahon men song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ban ke saathii pyaar kii raahon men
hamase kabhii tum naa judaa honaa -2
ruuth jaa_e jahaan hamase tum naa kabhii kafaa honaa
ban ke saathii
ye hamaarii zindagaanii pyaar kii hai ik kahaanii
is jahaan kaa har nazaaraa pyaar kaa hai ik ishaaraa
bhuul naa jaanaa o sanam
ban ke saathii
ye tamannaa hai hamaarii saath guzare umr saarii
pyaar kaa daaman ham na chhoden tum na bhuulo ham naa toden
ko_ii vaadaa yaa qasam
ban ke saathii
ban ke saathii