Balma main muqadama song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhappi Sonie. This song was released on 01 Mar 1991.
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein


Ho dil mera oye hoye hoye
Dil mera tune loota hain
Ilzam magar ye joota hain
Ho dil mera tune loota hain
Ilzam magar ye joota hain
Kya tang mujhe bekar na kar
Tu mujrim hain oye hoye hoye
Tu mujrim hain inkaar na kar
Police abhi aa jayegi
Le legi tujhe hirasat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein


Ho ye chudi o tune todi hain
Oye hoye hoye yeh
Chudi tune todi hain
Tune to had kar chhodi hain
Badnaam mujhe kar chhoda hain
Ho ye gajra ha tune toda hain
Haye haye ye gajra
Ha tune toda hain
Main samne jaj ke jaungi
Issi surat mein issi halat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein


Kab kisne kise fasaya tha
Tu raat mere ghar aaya tha
Kya maine bulaya tha aaja
Kyu chhoda khula phir darwaja
Sab kuch hua teri marji se
Sab kuch hua teri marji se
O keh dunga bhari adaalat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main mara gaya sharafat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main loot gayi teri mohabbat mein
Main mara gaya sharafat mein.