Balam pichkari jo thune mujhe mari Toh bole re zamana kharabi ho gayi Mere ang raja, jo tera rang laga Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Itna maza, kyun aa raha hai Thune hawa mein bhaang milaya
Itna maza, kyun aa raha hai Thune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hai Ankhon se meetha thune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi hogayi Manchali chaal kaise nawabi hogayi
Balam pichkari jo thune mujhe mari Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Teri kalaai hai, haathon mein aayi hai Maine maroda toh lagti malai hai
Mehenga padega yeh chaska malaai ka Upwas karne mein teri bhalaai hai
Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi
Dil ke armaanon mein behisabi hogayi
Balam pichkari jo tune mujhe mari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Kyun no-vacancy ki Honthon pe gaali hai Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
Mujhko pata hai re Kya chahata hai tu Boli bhajan teri Neeyat Qawali hai
Zulmi ye haazir jawabi hogayi Tu toh har taale ki aaj chaabi hogayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haan Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
Haan bole re zamana kharabi ho gayi Haan bole re zamana kharabi ho gayi