Baje dil ki tar kare ye pukar song is from and it is sung by .It stars Geeta Bali, Abhi Bhattacharya and Smriti Biswas in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
haye re haye re haye haye
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
haye re haye re haye haye

kahti hai aankh meri dil ka fasana
lagi ka na jana tumne lagi ko na jana
kahti hai aankh meri dil ka fasana
lagi ka na jana tumne lagi ko na jana
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
haye re haye re haye haye

bole adaye tumse kitne hasin ho
main to yahi hu lekin tum to kahin ho
bole adaye tumse kitne hasin ho
main to yahi hu lekin tum to kahin ho
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
haye re haye re haye haye

kabse chhupaye hu main sine me baat ko
aaye na nindiya mujhko jaagu hu rata ko
kabse chhupaye hu main sine me baat ko
aaye na nindiya mujhko jaagu hu rata ko
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
baje dil ki taar kare ye pukar
nas nas me pyar bhara re
o kitne baar nahi samjhe pyar
aji main to haar gayi re
haye re haye re haye haye