Bahut yaad aati hai tu song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu
Is mohabbat ne kya kar diya
Tujhko chaha to
Bas chahata hi gaya
Teri chahat ne kya kar diya
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu


Kya keh gayi aaj teri nazar
Aa puchh mujhse
Meri hamsafar
Tu jo nahi to jawani hai kya
Tujh bin sanam
Zindagani hai kya
Pal pal machalta hai dil
Din raat jalta hai dil
Teri ulfat ne kya kar diya
Tujhko chaha to
Bas chahata hi gaya
Teri chahat ne kya kar diya
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu


Taqdeer se maine
Paya tujhe
Dhadkan mein
Apni basaya tujhe
Yeh pyaar kya hai
Na jana sanam
Bas ho gaya main
Deewana sanam
Keahti hai dil ki lagi
Aankho se tune jo ki
Kehati hai dil ki lagi
Aankho se tune jo ki
Us shararat ne kaya kar diya
Tujhko chaha to
Bas chahata hi gaya
Teri chahat ne kya kar diya
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu
Bahut yaad aati hai tu
Mujhe aazmati hai tu.