Bahar aagai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bahar aagayi o masti chha gayi
Bahar aagayi o masti chha gayi
Zindagi tarane gaye jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi


Ye hawa udaye mori kori chunariya
Jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya
Ye hawa udaye mori kori chunariya
Jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya
Ankhiya phadke jiyara dhadke
Jiyara dhadke jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi
Zindagi tarane gaye jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi


Hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya
Hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya
Mad bhari adao me hai kaisi shokhiya
Gajab ye shokhiya lutaye mastiya
Lutaye mastiya jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi


Hai kadam kadam pe jhumti jawaniya
Pyar chhedne laga hai kya kahaniya
Hai kadam kadam pe jhumti jawaniya
Pyar chhedne laga hai kya kahaniya
Hansi jawaniya kahe kahaniya
Kahe kahaniya jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi
Zindagi tarane gaye jhum jhum ke
Bahar aagayi o masti chha gayi.