Bada karam hai song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bada karam hai yeh mujh par
Abhi yaha se na jaao
Bada karam hai yeh mujh par
Abhi yaha se na jaao
Bada udaas hai yeh ghar
Abhi yaha se na jaao
Bada karam hai


Abhi to aaye ho dekha
Nahi hai jee bhar ke
Abhi to aaye ho dekha
Nahi hai jee bhar ke
Yeh aarzo hai ke uth kar
Abhi yaha se na jaao
Yeh aarzo hai ke uth kar
Abhi yaha se na jaao
Bada udaas hai yeh ghar
Abhi yaha se na jaao
Bada karam hai


Ruko ruko ke padi hai
Abhi to raat tamam
Ruko ruko ke padi hai
Abhi to raat tamam
Bahut udaas hai manzar
Abhi yaha se na jaao
Bahut udaas hai manzar
Abhi yaha se na jaao
Bada udaas hai yeh ghar
Abhi yaha se na jaao
Bada karam hai yeh mujh par
Abhi yaha se na jaao
Bada karam hai
Bada karam hai.