Bachpan Se Akela Lyrics - Sonu Nigam
in Albums
Watch the Video
Song Information
Bachpan se akela song is from Dil To Hai Deewana (1997) and it is sung by Sonu Nigam. This song is penned by Traditional and composed by Bhushan Dua. This song was released on 06 Jun 1997.
Lyrics
Bachpan se akela main akela main
Bachpan se akela main akela main
Zindagi mein aisa kyaa huaa
Main rutha bhi nahi hasa bhi nahi
Zeenda hoon magar
Zindagi nahi zindagi nahi
Bachpan se akela main akela main
Manzil ke raaste mein ik sahara milla thaa
Aasha aur umeed ka ek sapna dekah thaa
Manzil ke raaste mein ik sahara milla thaa
Aasha aur umeed ka ek sapna dekah thaa
Tut gaya sapna chala gaya apna
Tut gaya sapna chala gaya apna
Phir bhi zeenda hoon main
Zindagi nahi zindagi nahi
Bachpan se akela main akela main
Patthar ki duniya se mujhe kyaa mila hain
Mere naseeb mein ab na jaane kyaa likha hain
O patthar ki duniya se mujhe kyaa mila hain
Mere naseeb mein ab na jaane kyaa likha hain
Tut gaya sapna chala gaya apna
Tut gaya sapna chala gaya apna
Phir bhi zeenda hoon main
Zindagi nahi zindagi nahi
Bachpan se akela main akela main.