Baby bewafa song is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Arman Harutyunyan. This song was released on 26 Dec 2019.
Mix and Master: UWF Studio
Choreographer: Amit Syal
Dop: Rahul Arora
Actors: Awez Darbar , Nagma Mirajkar, Zaid Darbar
Video Director : United White Flag
Mohabbat karke main pachtaaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaaya sohniye

Samjha na tera iraada
Kar baitha ishq main jyaada
Tere bin feel kiya toh
Reh gaya ab main aadha

Kyun di hai ye saza
Mujhko ye bata
Mujhko ye bata
Kya hai meri galtiyan..

Baby bewafa, baby bewafa
Tune sau dafa, toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune sau dafa, toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaaya sohniye

Main tere naal kita pyaar
Tu kita kaarobaar
Main tainu dittiyan khusiyan
Tu de gai gham hazaar

Main tere naal kita pyaar
Tu kita kaarobaar
Main tainu dittiyan khusiyan
Tu de gai gham hazaar

Rabb da vaasta
Badla raasta
Dass de tu zara
Kyun hai bezubaan

Baby bewafa, baby bewafa
Tune sau dafa, toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune sau dafa, toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaaya sohniye.