babu ye babu is jamane me is jamane me, jamane me do cheeje hain buri is jamane me is jamane me, jamane me do cheeje hain buri ek mohabbat ki ek mohabbat ki nazar duje duje chhuri, is jamane me is jamane me, jamane me do cheeje hain buri chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain chhuri ka jo kaam wahi, nazaro ka kaam hain ye bhi badnam hain, wo bhi badnam hain ye bhi badnam hain, wo bhi badnam hain har fasane me har fasane me, jamane me do cheeje hain buri ek mohabbat ki ek mohabbat ki nazar duje duje chhuri, is jamane me mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le
mile ye sayane ko to, bigadi sanwaar le diwane ke paas ho to, khud ko hi maar le diwane ke paas ho to, khud ko hi maar le aajmane me aajmane me, jamane me do cheeje hain buri ek mohabbat ki ek mohabbat ki nazar duje duje chhuri, is jamane me par hain jaruri dono alam ke waste par hain jaruri dono alam ke waste par hain jaruri dono alam ke waste ek dushman ke waste, ek balam ke waste ek dushman ke waste, ek balam ke waste ha nishane me ha nishane me, jamane me do cheeje hain buri ek mohabbat ki ek mohabbat ki nazar duje duje chhuri, is jamane me hain is jamane me is jamane me, jamane me do cheeje hain buri is jamane me